syedfaisal

February 19, 2008

Khudi ko kar buland itna… By Allama Iqbal

Filed under: life, thoughts, wisdom — Tags: , , , , , , , , , , , , , , , , , — syedfaisal @ 3:54 pm

I love this poem by Allama Iqbal because of its concept of Khudi and specially the part:

Sitaron se age jahan aur bhi hai aur bhi hai
Abhi ishq ke Imtehan aur bhi hai aur bhi hai

——————————————
“Khudi ko kar buland itna”

By Allama Iqbbal

Khudi ko kar buland itna ke har taqder se pehle
Khuda bande se ye poche bata teri raza kia hai

Khudi ko kar buland itna ke har taqder se pehle
Khuda bande se ye poche bata teri raza kia hai

Sitaron se age jahan aur bhi hai aur bhi hai
Abhi ishq ke Imtehan aur bhi hai aur bhi hai
Sitaron se age jahan aur bhi hai aur bhi hai
Abhi ishq ke Imtehan aur bhi hai aur bhi hai

Khudi ko kar buland itna ke har taqder se pehle
Khuda bande se ye poche bata teri raza kia hai

Tu shaheen hai, Tu shaheen hai, Tu shaheen hai
Tu shaheen hai, Tu shaheen hai Parvaz hai kam tera kam tera
Tere samne Aasman aur bhi hai
Tu shaheen he Basera kar Paharon ki chatano per
Tu shaheen hai tu Shaheen hai tu shaheen hai

Khudi ko kar buland itna ke har taqder se pehle
Khuda bande se ye poche bata teri raza kia hai

Khudi ko kar buland itna ke har taqder se pehle
Khuda bande se ye poche bata teri raza kia hai
bata teri raza kia hai
bata teri raza kia hai

(from Junoon Group’s vebsite)

Create a free website or blog at WordPress.com.